Poetic-Verses from ATHANASE

Aik Shahzaday Kay Leyia Lakhi Nazam (Haïku pour un Prince - (Urdu)


(Haiku)

Shifaf Dewar Kay Dosri Taraf
Ek Nazak Si Ladki Khari
Giet Gungonati Hai,

Oss Ka Chamkila Rangeen Sayah
Nadi Kay Kharay Paniyon Par
Kisi Pankh Ki Tarah Tarrata Hai,

Kia Tum Nahi Jantay'
Aiy Meray Payaray Shahzaday
Oss Aas Ka Kiya Hasal,

Kay Kal Talohay Subho Say Pahlay
Woh (Mutsiko) Tumhain Hamashah Kay Leyia
Chor Kar Chali Jayegi.

Tarjama: Mujahid Akhtar
Translated into urdu by: Mujahid Akhtar Also Known As Mr. Human Being
Traduit en ourdou par Mujahid Akhtar connu sous le pseudonyme l'Être humain


Comment On This Poem --- Vote for this poem
Aik Shahzaday Kay Leyia Lakhi Nazam (Haïku pour un Prince - (Urdu)

850,878 Poems Read

Sponsors